"Dirty and Dark" - Stand Up Comedy by Saurabh Rawat

Saurabh Rawat

Dosto yeh video thodi alag hai. Thoda sa naya try kiya and umeed hai aap logo pasand aaega. Toh dekhna and jokes hai yeh, yeh hamesha yaad rakhna. Iske bhi aage ke parts aaenge hopefully. Toh bas maje karo. Dosto comments section mein batana tum log bhi apni kahaniya. Baaki shows karenge toh aana